Your Queries-
How to install Profession theme on Blogger . How to Change Blogger Theme . How to Apply Theme . etc......

Hello Guys Main Abhay Is Post Me ye Bataunga ki aap kaise apne blogger me templates/themes ko install kar sakte hai  .. Aur Is post me main aapko 2 free blogger template website ke baar me bhi bataunga . . .  Uper ke Video me maine Aapko Blogger me Theme Ko kaise apply kare iske baare me bataya hai . aur aap kaha se apne blog ke liye free themes ko Download kar sakte hai iske baare me bhi maine bataya hai . To Aap us video ko bhi dekh sakte hai . . Free Theme Download Websites - 1)- https://gooyaabitemplates.com/ 2)- https://colorlib.com/wp/blogs-using-wordpress/

Download Link Notepad C++ = https://notepad-plus-plus.org/downloads/

1)- Uper Maine free 2 theme Download sites ke links de diye hai to aap apne man pasand ki theme ko select karke download kar le .

2)- Fir Aap use Extract kar le . Extract karne ke baad aap use Notepad c++ me Open Kare .

3)- Open Karne ke baad aap HTML code Ko all select karke copy Kar le .


4)- copy karne ke baad aapko blogger open Kar lena hai . Fir aapko left side me theme ka button mil jayega aapko us par click kar dena hai .

5)- Click karne ke baad appko customize Html ka button mil jayega us per aapko Click Kar dena hai
 . Ab aapke Samne Aapki site Ka HTML code Aa gya hai Aapko us HTML ko select Karke Delete Kar dena hai And aapne jo copy kiya tha use yaha par paste kar dena hai .


6)- paste ke baad aapko Save theme par click kar dena hai .

Aur ab aapki theme Apply ho gayi hai aap apni theme ko refresh karke dekh sakte hai .