Hello Guys Is video me maine Aapko Anvi folder lock Software ka use karke apne Personal Data , Images , Videos , And Documents Folder ko lock ya phir hide kar payege .Aur Agar video Aachi Lage to video ko like and Channel ko Subscribe karke Bell icon Jaroor press kar dijiyega jisse ki aapko hamari videos ki notification sabse pahle mil jaye .


Anvi Software Download Link - https://filehippo.com/download_anvi_folder_locker_free/

How to install & use Anvi Software -

1 - Sabse Pahle Aapko Anvi Software ko Download Kar lena hai , Download karne ke liye aap uper diye gaye link 🔗 ko use kar sakte hai .

2 - Download karne ke baad aapko ise launch karna hai .

3 - Launch karne per aapke samne ek pop up Window khul jayega aapko usme Ek master Password Aur Email Fill karna hai .

4 - Phir Aapke Samne Anvi Ka Home Page Open Ho jayega . 


5 - Ab aapko top me +Add ka button show ho raha hoga us per aapko click karna hai .click karne ke baad aapko apna folder select kar lena hai .


6 - Select karne ke baad aapko open ke button per click karna hai .

7 - Ab aapka folder file manager se hide and lock ho jayega