Dosto is video ko Aap pura dekhiye jisse ki Aap Android studio per Apna pahla project create Kar Paaye Is video me maine First project create kaise kare , API kya hota hai, MainActivity.java ,MainActivity.Xml Kya hota hai Aur Aap Kaise Ek Professional UI bana Sakte Hai Iske baare me bataya hai

Download Android Studio - https://developer.android.com/studio


Android Studio Kaise Install Kare - 

Windows me-


WIndow per Android Studio Install karne ke liye Aapko niche diye gaye steps ko follow karna hoga-

1- Agar aapne Android Studio download Kar liya hai to aapne Android studio .exe ya phir .zip file me download ki hai aur yadi aapne abhi tak android studio install nahi kiya hai to uper  diye link se aap Download kar sakte hai

2- Download karne ke baad aapko ek Sdk package ko install karna hoga .

3- SDK package ko install karne ke baad Aap Android Studio ko use Kar payenge .

Video by Android Studio Official Page


Mac me - 

Mac me Android Studio Ko install karne ke liye Aapko Kuch Steps Ko Follow Karna hoga -

1- Aapko sabse pahle Android Studio DMG file ko Lauch Karna hoga

2- Android Studio Ko application Folder me Khiche Aur Chhode .

3- Phir Anroid Studio ko Launch Kare , Aur Ok  Par click kare . 

4- Development ke Liye SDK jaroori hai isliye Aapko Sdk package ko Download Karna hoga . 

Video by Android Studio Officail Page